Munawwar Rana
*****
Ghar me rahte hue gairon ki tarha hoti hain
Ghar me rahte hue gairon ki tarha hoti hain
Betiyan dhaan ke poudho ki tarha hoti hain
Ud ke ek roz bahot door chali jaati hain
Ghar ki shakhon pe yah chidyon ki tarha hoti hain
Sehmi sehmi hue rahti hain maakan dil me
Aarzooyein bhi gareebo ki tarha hoti hain
Tootkar ye bhi bikhar jaati hain aek lamhe me
Kuch ummiden bhi ghroundon ki tarah hoti hain
Aapko dekhkar jis waqt palatati hain nazar
Meri aankhe, meri aankhon ki tarah hoti hain
Baap ka rutabaa bhi kuch kam nahi hota
Jitni maayen hain fariston ki tarah hoti hain
Munawwar Rana
<—-Jaha tak ho saka humne tumhe parda karaya hai Jab kabhi kashti meri sailaab mein aa jaati hai—–>
Collection of Munawwar Rana Ghazals and Shayari
*****
घर में रहते हुए ग़ैरों की तरह होती हैं
घर में रहते हुए ग़ैरों की तरह होती हैं
बेटियाँ धान के पौधों की तरह होती हैं
उड़के एक रोज़ बड़ी दूर चली जाती हैं
घर की शाख़ों पे ये चिड़ियों की तरह होती हैं
सहमी-सहमी हुई रहती हैं मकाने दिल में
आरज़ूएँ भी ग़रीबों की तरह होती हैं
टूटकर ये भी बिखर जाती हैं एक लम्हे में
कुछ उम्मीदें भी घरौंदों की तरह होती हैं
आपको देखकर जिस वक़्त पलटती है नज़र
मेरी आँखें , मेरी आँखों की तरह होती हैं
बाप का रुत्बा भी कुछ कम नहीं होता लेकिन
जितनी माँएँ हैं फ़रिश्तों की तरह होती हैं
मुनव्वर राना
<—-जहां तक हो सका हमने तुम्हें परदा कराया है जब भी कश्ती मेरी सैलाब में आ जाती है——>
मुनव्वर राना कि ग़ज़लों और शायरियों का संग्रह
*****
Tag – Shayari, Ghazal, Poetry, Poem, Kavita, Lyrics, शायरी, ग़ज़ल, पोइट्री, पोयम, कविता, लिरिक्स,
mahisuddin says
GHARO MAIN KHUB RONAK HOTI HE
JAB MERI BEEHNE MERE GAHR HOTI HE
Neetu Singhal says
छोड़ अपने नैहर को नदपत से जा मिलती हैं..,
बहती नदियाँ पहाड़ों के आँसू की तरह होती हैं…..