Munawwar Rana
*****
Miyaan ruswaai daulat ke taavun se nahi jaati
Miyaan ruswaai daulat ke taavun se nahi jaati
Yah kaalikh umar bhar rahti hai saaboon se nahi jaati
Sakar fikaraparsti ki tarah rahti hai naslon tak
Ye beemari karele aur jaamon se nahi jaati
Wo sandal se bane kamre me bhi rahne lagaa lekin
Mahak mere lahoo ki uske naakhoon se nahi jaati
Idhar bhi saare apne hai udhar bhi saare apne the
Khabar bhi jeet ki bhijwaai Arjun se nahi jaati
Muhabbat ki kahani mukhtsar hoti to hai lekin
Kahi mujhse nahin jaati suni unse nahin jaati
Munawwar Rana
<—-Gharaunde tod kar sahil se yoon pani palt’ta hai Na jaane kaisa mausam ho dushaala le liya jaaye—->
Collection of Munawwar Rana Ghazals and Shayari
****
मियाँ रुसवाई दौलत के तआवुन से नहीं जाती
मियाँ रुसवाई दौलत के तआवुन से नहीं जाती
यह कालिख उम्र भर रहती है साबुन से नहीं जाती
शकर फ़िरकापरस्ती की तरह रहती है नस्लों तक
ये बीमारी करेले और जामुन से नहीं जाती
वो सन्दल के बने कमरे में भी रहने लगा लेकिन
महक मेरे लहू की उसके नाख़ुन से नहीं जाती
इधर भी सारे अपने हैं उधर भी सारे अपने थे
ख़बर भी जीत की भिजवाई अर्जुन से नहीं जाती
मुहब्बत की कहानी मुख़्तसर होती तो है लेकिन
कही मुझसे नहीं जाती सुनी उनसे नहीं जाती
मुनव्वर राना
<—-घरौंदे तोड़ कर साहिल से यूँ पानी पलटता है न जाने कैसा मौसम हो दुशाला ले लिया जाये—->
मुनव्वर राना कि ग़ज़लों और शायरियों का संग्रह
*****
Tag – Shayari, Ghazal, Poetry, Poem, Kavita, Lyrics, शायरी, ग़ज़ल, पोइट्री, पोयम, कविता, लिरिक्स,
Join the Discussion!