Munawwar Rana
*****
Mohabbat mein tumhe aansoo bahaana nahi aaya
Mohabbat mein tumhe aansoo bahaana nahi aaya
Banaaras mein rahe aur paan khaana nahi aaya
Na jaane log kaise mom kar dete hai patthar ko
Hume to aap ko bho gudgudaana nahi aaya
Shikaari kuchh bhi ho itna sitam achchha nahi hota
Abhi to choch mein chidiya ke daana tak nahi aaya
Ye kaise raaste se le ke tum mujhko chale aae
Kaha ka maiqada ik chaaykhana tak nahi aaya
Munawwar Rana
<—-Kirdaar par gunaah ki kaalikh laga ke ham E ahale-siyasat ye kadam ruk nahin sakte—>
Munawwar Rana ki Ghazalon aur Shayariyon ka sangrah
*****
मोहब्बत में तुम्हे आंसू बहाना नहीं आया
मोहब्बत में तुम्हे आंसू बहाना नहीं आया
बनारस में रहे और पान खाना नहीं आया
न जाने लोग कैसे मोम कर देते है पत्थर को
हमें तो आप को भी गुदगुदाना नहीं आया
शिकारी कुछ भी हो इतना सितम अच्छा नहीं होता
अभी तो चोंच में चिड़िया के दाना तक नहीं आया
ये कैसे रास्ते से लेके तुम मुझको चले आए
कहा का मैकदा इक चायखाना तक नहीं आया
मुनव्वर राना
<—-किरदार पर गुनाह की कालिख लगा के हम ऐ अहले-सियासत ये क़दम रुक नहीं सकते—>
मुनव्वर राना कि ग़ज़लों का संग्रह
*****
Tag – Shayari, Ghazal, Poetry, Poem, Kavita, Lyrics, शायरी, ग़ज़ल, पोइट्री, पोयम, कविता, लिरिक्स,
Join the Discussion!