Jaan Nisar Akhtar (जॉ निसार अख्तर) (1914 - 1976) Famous Sher of Jaan Nisar Akhtar Part - 2 ***** 11 हर-चंद एतिबार में धोके भी हैं मगर ये तो नहीं किसी पे भरोसा किया न जाए Har-chand etibaar mein dhoke bhi hain magar Ye to nahin kisi pe bhrosa kiya na jaaye ***** 12 कुछ जुर्म नहीं इश्क जो दुनिया से छुपाएं हमने तुम्हें चाहा है, हजारों में कहेंगे Kuchh jurm nahin ishq jo duniya se … [Read more...]
Jaan Nisar Akhtar Shayari Part – 1 (जॉ निसार अख्तर की शायरी भाग – 1)
Jaan Nisar Akhtar (जॉ निसार अख्तर) (1914 - 1976) Jaan Nisar Akhtar Shayari Part - 1 ***** 1 अब ये भी नहीं ठीक कि हर दर्द मिटा दें कुछ दर्द कलेजे से लगाने के लिए हैं Abb ye bhi nahin thik ki har dard mita dein Kuchh dard kaleze se lagaane ke liye hain ***** 2 और क्या इस से ज़ियादा कोई नरमी बरते दिल के ज़ख़्मों को छुआ है तिरे गालों की तरह Aur kya is se jiyaada koi narmi barte Dil ke … [Read more...]
Jan Nisar Akhtar – Hum se bhaga na karo door ghazalon ki tarah (जाँ निसार अख्तर – हमसे भागा न करो, दूर ग़ज़ालों की तरह)
जाँ निसार अख्तर ***** Hum se bhaga na karo door ghazalon ki tarah Hum se bhaga na karo door ghazalon ki tarah Humne chaaha hai tumhe chaahane waalon ki tarah Khud-b-khud neend-si aankhon me ghul jaati hai Mahki mahki hai shab-e-gham tere baalon ki tarah Ter bin, raat ke haatho pe ye taaro ke ayaag Khoobsoorat hai magar zahar ke pyaalon ki tarah Aur kys isse jiyaada koi narmi … [Read more...]
Jan Nisar Akhtar – Jab lage zakhm to qatil ko dua di jaye (जाँ निसार अख्तर – जब लगे ज़ख़्म तो क़ातिल को दुआ दी जाये)
Jan Nisar Akhtar ***** Jab lage zakhm to qatil ko dua di jaye Jab lage zakhm to qatil ko dua di jaye Hai yahi rasm to ye rasm utha di jaye Tishnagi kuchh to bujhe tishnalab-e-gham ki Ek nadi dard ke shehro main baha di jaye Dil ka wo haal hua ae gham-e-daura ke tale Jaise ek lash chattano main daba di Jaye Hum ne insano ke dukh dard ka hal dhoodh liya Kya bura hai jo ye afwah udaa di … [Read more...]