Jigar Moradabadi (जिगर मुरादाबादी) Jigar Moradabadi Famous Shayari Part - 3 ***** 21 जिन्दगी निकली मुसलसल इम्तिहाँ-दर-इम्तिहाँ जिन्दगी को दास्तां ही दास्तां समझा था मैं (मुसलसल = लगातार, निरंतर) Zindagi likai musalsal imtihan-dar-imtihan Zindagi ko daastan hi daasta samjha tha main ***** 22 जिन्दगी पर डाल दी जिसने हकीकतबीं निगाह जिन्दगी उसकी नजर में बेहकीकत हो गई (हकीकतबीं = हर … [Read more...]
Best sher of Jigar Moradabadi Part – 2 (जिगर मुरादाबादी के बेस्ट शेर भाग -2)
Jigar Moradabadi (जिगर मुरादाबादी) Best sher of Jigar Moradabadi Part - 2 ***** 11 अपना जमाना आप बनाते हैं अहले-दिल हम वो नहीं है जिसको जमाना बना गया (अहले-दिल = दिलवाले, साहसी, हिम्मती) Apna zamaana aap banaate hain ahal-e-dil Hum wo nahin hai jisko zamaana bana gaya ***** 12 उनकी वह आमद-आमद है, अपना यहाँ ये आलम इक रंग जा रहा है, इक रंग आ रहा है (आमद-आमद = किसी के आगमन की … [Read more...]
Jigar Moradabadi Shayari Part – 1 (जिगर मुरादाबादी शायरी भाग – 1)
Jigar Moradabadi (जिगर मुरादाबादी) Jigar Moradabadi Shayari Part - 1 ***** 1 है किसको यह मयस्सर यह काम कर गुजरना इक बांकपन से जीना, इक बांकपन से मरना Hai kisko yah mayssar yah kaam kar gujarna Ik baakpan se jeena, ik baakpan se marna ***** 2 वह लाख सामने हों, मगर इसका क्या इलाज दिल मानता नहीं कि नजर कामयाब है Wah laakh saamne ho, magar iska kya ilaaz Dil maanta nahin ki nazar … [Read more...]
Jigar Moradabadi – Ik lafz-e-mohabbat ka adana sa fasana hai (जिगर मुरादाबादी – इक लफ्ज़-ए-मोहब्बत का अदना सा फ़साना है)
Jigar Moradabadi जिगर मुरादाबादी कि एक बहुत हि बेहतरीन और बड़ी ग़ज़ल। नेट पर यह ग़ज़ल हर जगह अधुरी है, पर हम अपने पाठको के लिये सम्पूर्ण ग़ज़ल एक जगह दे रहे है। ***** Ik lafz-e-mohabbat ka adana sa fasana hai Ik lafz-e-mohabbat ka adana sa fasana hai simate to dil-e-ashiq phaile to zamana hai Ye kis ka tasavvur hai ye kis ka fasana hai Jo ashk hai aankhon mein tasbih ka dana hai Hum … [Read more...]
Jigar Moradabadi – Aadami aadami se milta hai (जिगर मुरादाबादी – आदमी आदमी से मिलता है)
Jigar Moradabadi ***** Aadami aadami se milta hai Aadami aadami se milta hai Dil magar kam kisi se milta hai Aaz kya baat hai ki phoolon ka Rang teri hansi se milta hai Bhool jata hoon main sitam uske Wo kuch is saadgi se milta hai Mil ke bhi jo nahi milta Toot kar dil usi se milta hai Kaar-o-bar-e-jaha sawarte hai Hosh jab bekhudi se milta hai Jigar Moradabadi <-----Ab to yah … [Read more...]
Jigar Moradabadi – Ab to yah bhi nahi raha ehsas (जिगर मुरादाबादी – अब तो यह भी नहीं रहा अहसास)
Jigar Moradabadi ***** Ab to yah bhi nahi raha ehsas Ab to yah bhi nahi raha ehsas Dard hota hai ya nahi hota Ishq jab tak na kar chuke ruswa* Aadmi kaam ka nahi hota Hay kya ho gaya tabiyat ko Gham bhi Rahat-Faza* nahi hota Wo hamare karib hote hai Jab hamara pata nahi hota Dil ko kya kya sukoon hota hai Jab koi aasara nahi hota * Ruswa - Badnaam * Rahat-Faza - … [Read more...]