Krishan Bihari 'Noor' Krishan Bihari 'Noor' - Ashaar ***** 11 किसी के रुख़ से जो परदा उठा दिया मैंने सज़ा ये पाई कि दीवानगी की क़ैद में हूँ Kisi ke rukh se jo parda utha diya maine Saza ye paai ki deewangi ki qaid mein hun ***** 12 मैं जिसके हाथ में एक फूल देके आया था उसी के हाथ का खंजर मेरी तलाश में है Main Jiske hath mein ek phool deke aaya tha Usi ke hath ka khanjar meri talash mein … [Read more...]
Krishan Bihari ‘Noor’ – Shayari (कृष्ण बिहारी ‘नूर’ – शायरी)
Krishan Bihari 'Noor' Krishan Bihari 'Noor' - Shayari ***** 1 हर एक पेड़ से साये की आरज़ू न करो जो धूप में नहीं रहते वो छाँव क्या देंगे Har ek ped se saye ki aarjoo na karo Jo dhoop mein nahin rehate wo chhanv kya denge ***** 2 मैं जानता हूँ वो क्यों मुझसे रूठ जाते हैं वो इस तरह से भी मेरे क़रीब आते हैं Main janta hun wo kyon mujhse ruth jaate hain Wo is tarah se bhi mere kareeb aate … [Read more...]