Rahat Indori ***** Ghar se ye soch ke nikla hun ki mar jaana hai Ghar se ye soch ke nikla hun ki mar jaana hai Ab koi raah dikha do ki kidhar jaana hai Jism se saath nibhaane ki ummid mat rakho Is musafir ko raastemein thahar jaana hai Maut lamhe ki sada zindagi umaron ki pukar Main yahi soch raha hun ki mar jaana hai Nasha aesa tha ki may-khane ko duniya samjha Hosh aaya to khayaal … [Read more...]
Rahat Indori – Use ab ke wafaon se guzar jaane ki jaldi thi : राहत इंदौरी – उसे अब के वफाओं से गुजर जाने की जल्दी थी
***** Use ab ke wafaon se guzar jaane ki jaldi thi Use ab ke wafaon se guzar jaane ki jaldi thi Magar is baar mujh ko apne ghar jaane ki jaldi thi Irada tha ki main kuchh der toofan ka maja leta Magar bechare dariya ko utar jaane ki jaldi thi Main apni mutthiyon main qaid kar leta zamino ko Magar mere kabile ko bikhar jaane ki jaldi thi Main aakhir kaunsa mausam tumhare naam kar … [Read more...]
Rahat Indori – Ise saman-e-safar jaan ye jugnu rakh le (राहत इंदौरी – इसे सामान-ए-सफर जान ये जुगनू रख ले)
Rahat Indori ***** Ise saman-e-safar jaan ye jugnu rakh le Ise saman-e-safar jaan ye jugnu rakh le Raah mein teergee hogi meere aansoo rakh le Tu jo chahe to tira jhoot bhi bik sakta hai Shart itani hai ki sone ki taraajoo rakh le Wo koi jism nahin hai ki use chhu bhi sakein Haan agar naam hi rakhna hai to khusboo rakh le Tujh ko an-dekhi bulandi mein safar karna hai ehtiyaatan miri … [Read more...]
Rahat Indori- kaam sab ghair zaruri hain jo sab karte hain (राहत इंदौरी- काम सब गैर-ज़रूरी हैं जो सब करते हैं)
Rahat Indori ***** kaam sab ghair zaruri hain jo sab karte hain kaam sab ghair zaruri hain jo sab karte hain aur ham kuchh nahin karte hain ghazab karte hain ham pe hakim kaa koi hukm nahin chalta hai ham qalandar hain, shahanshaah laqab karte hain aap kii nazron mein suraj ki hai jitni azmat ham chiraagon kaa bhi utnaa hii adab karte hain dekhiye jisko use dhun hai masihaai ki aajkal … [Read more...]
Rahat Indori – Bimar ko maraz ki dawa deni chaahiye (राहत इंदौरी – बीमार को मरज की दवा देनी चाहिए)
Rahat Indori ***** Bimar ko maraz ki dawa deni chaahiye Beemar ko maraz ki dawa deni chaahiye Main peena chaahata hun pila deni chaahiye Allah barkaton se nawaazega ishq mein Hai jitani poonji paas laga deni chaahiye Ye dil kisi fakir ke hujare se kam nahin Duniya yahin pe laa ke chhupa deni chaahiye Main taaj hun to sar pe sajaayen log Main khwaab hun to khwaab uda deni … [Read more...]
Rahat Indori – Jo de rahe hain phal tumhe pake pakaaye hue (राहत इंदौरी – जो दे रहे हैं फल तुम्हे पके पकाए हुए)
Rahat Indori ***** Jo de rahe hain phal tumhe pake pakaaye hue Jo de rahe hain phal tumhe pake pakaaye hue Woh ped mile hain tumhe lage lagaaye hue Zameer inke bade daagdaar hai Ye phir rahe hai jo chehare dhuke dhulaaye hue Zameen odh ke soye hain duniya mein Na jaane kitne Sikandar thake thakaaye hue Yah kya jaroori hai ki ghazalein khud likhi jaaye Khareed laayenge kapde … [Read more...]
Rahat Indori – Ab naa main wo hoon, naa baaki hai zamaane mere (राहत इन्दौरी – अब ना मैं वो हूँ, ना बाकी हैं ज़माने मेरे)
Rahat Indori ***** Ab na main wo hoon, naa baaki hai zamaane mere Ab naa main wo hoon, naa baaki hai zamaane mere Phir bhii mashhoor hain, shaharon mein fasaane mere Zindgii hai to naye zakhm bhii lag jaayenge Ab bhii baaki hai kai dost puraane mere Aap se roz mulaakaat ki ummid nahi Ab kahan shahar mein rahte hai thikaane mere Umara ke Raam ne, saanson ka dhanush tod diya Mujh pe … [Read more...]
Rahat Indori – Sar par bojh andhiyaaron ka hai maula khair (राहत इन्दौरी – सर पर बोझ अँधियारों का है मौला खैर)
Rahat Indori ***** Sar par bojh andhiyaaron ka hai maula khair Sar par bojh andhiyaaron ka hai maula khair Aur safar kohasaaron ka hai maula khair Dushman se to takkar lii hai sau-sau baar Saamna abke yaaron ka hai maula khair Is duniya mein tere baad mere sar par Saaya ristedaaron ka hai maula khair Duniya se baahar bhii nikalkar dekh chuke Sab kuchh duniyaadaaron ka hai maula … [Read more...]
Rahat Indori – Hawa khud ab ke hawa ke khilaf hai, Jaani (राहत इन्दोरी – हवा खुद अब के हवा के खिलाफ है, जानी)
Rahat Indori ***** Hawa khud ab ke hawa ke khilaf hai, Jaani Hawa khud ab ke hawa ke khilaf hai, Jaani Diye jalaao ke maidaan saaf hai jaani Hume chamakti hui sardiyon ka khauf nahi Humare paas purana lihaaf hai jaani Wafa kaa naam yaha bhaut ho chuka badnaam Main bewafa hoon mujhe aetraaf hai jaani Hai apane rishton ki buniyaad jin sharaayat par Wahi se tera mera ikhitlaaf hai … [Read more...]
Rahat Indori – Jo mera dost bhi hai, mera hamnawa bhi hai (राहत इन्दौरी – जो मेरा दोस्त भी है, मेरा हमनवा भी है)
Rahat Indori ***** Jo mera dost bhi hai, mera hamnawa bhi hai Jo mera dost bhi hai, mera hamnawa bhi hai Wo shakhs, sirf bhala hi nahi, bura bhi hai Main pujata hoon jise, usse beniyaaz bhi hoon Meri nazar main wo patthar bhi hai khuda bhi hai Swaal neend ka hota to koi baat na thi Hamare saamne khwaabo ka masala bhi hai Jawaab de na saka, aur ban gaya dushman Sawaal tha, ki tere ghar … [Read more...]