Bashir Badr
*****
Koi lashkar hai ke badhte hue gham aate hein
Koi lashkar hai ke badhte hue gham aate hein
Sham ke saye bahut tez qadam aate hein
Dil wo darwesh hai jo aankh uthata hi nahin
Is ke dawaze pe so ahle karam aate hein
Mujh se kya baat likhani hai ke ab mere liye
Kabhi sone kabhi chandi key qalam aate hein
Main ne do char kitabein to padhi he in lekin
Shehr key taur tariqe mujhe kam aate he in
Khubsoorat sa koi hadsa aankon mein liye
Ghar ki dehleez pe darte huye ham aate hein
Bashir Badr
<—-Har Janam mein usi ki chaahat the Raat ke saath raat leti thi –>
Bashir Badr ki Ghazalon aur Shayariyon ka sangrah
*****
कोई लश्कर है के बढ़ते हुए ग़म आते हैं
कोई लश्कर है के बढ़ते हुए ग़म आते हैं
शाम के साये बहुत तेज़ क़दम आते हैं
दिल वो दरवेश है जो आँख उठाता ही नहीं
इस के दरवाज़े पे सौ अहले करम आते हैं
मुझ से क्या बात लिखानी है कि अब मेरे लिये
कभी सोने कभी चाँदी के क़लम आते हैं
मैं ने दो चार किताबें तो पढ़ी हैं लेकिन
शहर के तौर तरीक़े मुझे कम आते हैं
ख़ूबसूरत सा कोई हादसा आँखों में लिये
घर की दहलीज़ पे डरते हुए हम आते हैं
बशीर बद्र
<—-हर जनम में उसी की चाहत थे रात के साथ रात लेटी थी—>
बशीर बद्र कि ग़ज़लों और शायरियों का संग्रह
*****
Tag – Best, Latest, Shayari, Ghazal, Poetry, Poem, Kavita, Lyrics, Ashaar, Sher, शायरी, ग़ज़ल, पोइट्री, पोयम, कविता, लिरिक्स, अशआर, शेर
Join the Discussion!