वसीम बरेलवी
*****
Main apne khwab se bichada nazar nahi aata
Main apne khwab se bichada nazar nahi aata
Tu is sadi mein akela nazar nahi aata
Ajab dabav hai in bahri hawaon ka
Gharon ka bojh bhi uthta nazar nahi aata
Main ek sada pe hamesha ko ghar chod aaya tha
Magar pukarane vala nazar nahi aata
Main teri raah se hatane ko hat gaya lekin
Mujh to koi bhi rasta nazar nahi aata
Dhuan bhara hai yahan sabhi ki aankhon mein
Kisi ko ghar mera jalta nazar nahi aata
Waseem Barelvi
<—-Wo mujhe chhodkar yoon aage badha jata hai Miri nazar ke saleeke me kya nahi aata—->
Waseem Barelvi ki Ghazalon aur Shayariyon ka Sangrah
*****
मैं अपने ख़्वाब से बिछ्ड़ा नज़र नहीं आता
मैं अपने ख़्वाब से बिछ्ड़ा नज़र नहीं आता
तू इस सदी में अकेला नज़र नहीं आता
अजब दबाव है इन बाहरी हवाओं का
घरों का बोझ भी उठता नज़र नहीं आता
मैं इक सदा पे हमेशा को घर छोड़ आया
मगर पुकारने वाला नज़र नहीं आता
मैं तेरी राह से हटने को हट गया लेकिन
मुझे तो कोई भी रस्ता नज़र नहीं आता
धुआँ भरा है यहाँ तो सभी की आँखों में
किसी को घर मेरा जलता नज़र नहीं आता
वसीम बरेलवी
<—-वो मुझे छोडकर यूँ आगे बढा जाता है मिरी नज़र के सलीके में क्या नहीं आता—->
वसीम बरेलवी की ग़ज़लों और शायरियों का संग्रह
*****
Tag – Famous, Best, Latest, Shayari, Sher, Ghazal, Poetry, Poem, Kavita, Lyrics, Ashaar, Meaning, Hindi, Urdu, प्रसिद्ध, शायरी, शेर, ग़ज़ल, पोयम, कविता, लिरिक्स, अशआर, हिंदी, उर्दू,
Join the Discussion!