Gareebi Shayari, Garibi Shayari, Gareeb Shayari, Garib Shayari, Hindi, Images, Pics, 2 Line, Famous,
*****
अपने मेहमान को पलकों पे बिठा लेती है
गरीबी जानती है घर में बिछौने कम हैं
Apne mehman ko palkon pe bitha leti hai
Gareebi janti hai ghar mein bichhaune kam hai
Gareebi Shayari | Garibi Shayari
*****
जो गरीबी में एक दिया भी न जला सका
एक अमीर का पटाखा उसका घर जला गया
Jo gareebi mein ek diya bhi na jala saka
Ek ameer ka patakha uska ghar jala gaya
*****
मैं क्या महोब्बत करूं किसी से, मैं तो गरीब हूँ
लोग अक्सर बिकते हैं, और खरीदना मेरे बस में नहीं
Main kya mohabbat karun kisi se, main to gareeb hoon
Log aksar bikte hai aur kharidna mere bas mein nahi
*****
गरीबों के बच्चे भी खाना खा सके त्योहारों में
तभी तो भगवान खुद बिक जाते हैं बाजारों में
Gareebo ke bacche bhi khana kha sake tyaoharo mein
Tabhi to bhagwan khud bik jate hai bazaron mein
*****
शाम को थक कर टूटे झोपड़े में सो जाता है
वो मजदूर, जो शहर में ऊंची इमारतें बनाता है
Sham ko thak kar tute jhopde mein so jata hai
Wo majdoor, jo shahr mein unchi imarat banata hai
*****
अमीर की बेटी पार्लर में जितना दे आती है
उतने में गरीब की बेटी अपने ससुराल चली जाती है
Ameer ki beti parlar mein jitna de aati hai
utne mein gareeb ki beti apne saural chali jati hai
*****
उसने यह सोचकर अलविदा कह दिया
गरीब लोग हैं, मुहब्बत के सिवा क्या देँगे
Usne yah sochkar alvida kah diya
Gareeb log hai, mohababt ke siwa kya denge
Gareebi Shayari | Garibi Shayari | Images
*****
छीन लेता है हर चीज़ मुझसे ऐ खुदा
क्या तू मुझसे भी ज्यादा गरीब है
Chhin leta hai har chhez mujhse ae khuda
Kya tu mujhse bhi jyada gareeb hai
*****
बहुत जल्दी सीख लेता हूँ जिंदगी का सबक
गरीब बच्चा हूँ बात-बात पर जिद नहीं करता
Bahut jaldi seekh leta hoon zindagi ka sabak
Gareeb baccha hoon baat baat par zid nahi karta
*****
मैं कड़ी धूप में चलता हूँ इस यकींन के साथ
मैं जलूँगा तो मेरे घर में उजाले होंगे
Main kadi dhoop mein chalta hoon is yakeen ke sath
Main jalunga to mere ghar mein ujale honge
*****
घटाएं आ चुकी हैं आसमां पे… और दिन सुहाने हैं
मेरी मजबूरी तो देखो मुझे बारिश में भी काग़ज़ कमाने हैं
Ghatayen aa chuki hai aasman pe….aur din suhane hai
Meri majboori to dekho mujhe barish mein bhi kagaz kamane hai
*****
जरा सी आहट पर जाग जाता है वो रातो को
ऐ खुदा गरीब को बेटी दे तो दरवाज़ा भी दे
Zara si aahat par jaag jaata hai wo raato ko
Ae khuda gareeb ko beti de to darwaza bhi de
*****
तहजीब की मिसाल गरीबों के घर पे है
दुपट्टा फटा हुआ है मगर उनके सर पे है
Tahzeeb ki misaal gareebon ke ghar pe hain
Dupatta fata hua hai magar unke sar pe hai
Roothna Manana Shayari | रूठना मनाना शायरी
Famous | Gareebi Shayari | Garibi Shayari
*****
सहम उठते हैं कच्चे मकान पानी के खौफ़ से
महलों की आरज़ू ये है कि बरसात तेज हो
Saham uthte hai kacche makan pani ke khauf se
Mahalo ki aarzoo ye hai ki barsat tez ho
*****
कैसे मोहब्बत करूँ बहुत गरीब हूँ सहाब
लोग बिकते हैं और मैं खरीद नहीं पाता
Kaise mohababt karun bahut gareeb hoon sahab
log bikte hain aur main khareed nahi pata
*****
चेहरा बता रहा था के मारा है भूख ने
सब कह रहे थे के कुछ खा के मर गया
Chehara bata raha tha ke mara hai bhookh ne
Sab kah rah ethe ki kuchh kha ke mar gaya
*****
जब भी देखता हूँ किसी गरीब को हँसते हुए
तो यकीन आ जाता है
की खुशियो का ताल्लुक दौलत से नहीं होता
Jab bhi dekhta hoon kisi gareeb ko hanste hue
To yakeen aa jata hai
Ki khushiyon ka taalluk daulat se nahin hota
*****
कैसे बनेगा अमीर वो हिसाब का कच्चा भिखारी
एक सिक्के के बदले जो बीस-कीमती दुआएं देता है
Kaise banega ameer wo hisaab ka kaccha bikhari
Ek sikke ke badale jo bees-keemati duaayen deta hai
*****
अजीब मिठास है मुझ गरीब के खून में भी
जिसे भी मौका मिलता है वो पीता जरुर है
Ajeeb mithas hai mujh gareeb ke khoon mein bhi
jise bhi mauka milta hai wo peeta jarur hai
Gareebi Shayari | Garibi Shayari | Pics
*****
कहीं बेहतर है तेरी अमीरी से मुफलिसी मेरी
चंद सिक्कों की खातिर तू ने क्या नहीं खोया है
माना नही है मखमल का बिछौना मेरे पास
पर तू ये बता कितनी रातें चैन से सोया है
Kahi behatar hai teri maeeri se muflisi meri
Chand sikkon ki khatir tu ne kya nahi khoya
Mana nahi hai makhmal ka bichauna mere paas
Par tu ye bata kitani raatein chain se soya hai
*****
उन घरों में जहाँ मिटटी के घड़े रहते हैं
कद में छोटे मगर लोग बड़े रहते हैं
Ungharo mein jahan mittai ke ghade rahte hain
Kad mein chhote magar log bade rahte hai
*****
कभी आँसू तो कभी खुशी बेचीं
हम गरीबों ने बेकसी बेची
चंद सांसे खरीदने के लिए
रोज़ थोड़ी सी जिंदगी बेचीं
Kabhi aansoo to kabhi khusi bechi
Ham gareebon ne bekasi bechi
Chand saanse khareedne ke liye
Roz thodi si zindagi bechi
*****
मरहम लगा सको तो किसी गरीब के ज़ख्मो पर लगा देना
हकीम बहुत हैं बाज़ार में अमीरों के इलाज़ के खातिर
Marham laga sako to kisi gareeb ke zakhmo par laga dena
Hakeem bahut hai bazar mein ameeron ke ilaaz ke khatir
Intezaar Shayari | इंतज़ार शायरी
Gareebi Shayari | Garibi Shayari | Whatsapp | Facebook
*****
यूँ न झाँका करो किसी गरीब के दिल में
के वहाँ हसरतें वेलिबास रहा करती हैं
Yun na jahka karo kisi gareeb ke dil mein
Ke waha hasrate belibas raha karti hai
*****
छुपाता था वो गरीब अपनी भूख को गुरबत में
अब वो भी फ़ख़्र से कहेगा मेरा रोज़ा है
Chhupata tha wo gareeb apni bhookh ko gurbat mein
Ab wo bhi fakhr se kahega mera roza hai
*****
अमीर की छत पे बैठा कव्वा भी मोर लगता है
गरीब का भूखां बच्चा भी चोर लगता है
Ameer ki chhat pe baitha kawwa bhi mor lagta hai
Gareeb ka bhookha baccha bhi chor lagta hai
*****
एै मौत ज़रा पहले आना गरीब के घर
कफ़न का खर्च दवाओं में निकल जाता है
Ae maut zara pahle aana gareeb ke ghar
Kafan ka kaharch dawaon mein nikal jata hai
*****
इसे नसीहत कहूँ या जुबानी चोट साहब
एक शख्स कह गया गरीब मोहब्बत नहीं करते
Ise naseehat khun ya jubani chot sahab
Ek shakhs kah gaya gareeb mohabbat nahin karte
*****
यूँ गरीब कहकर खुद की तौहीन ना कर ए बदें
गरीब तो वो लोग है जिनके पास ईमान नही
Yun gareeb kahkar khud ki tauhin na kar ae bande
Gareeb to wo log hain jinke paas imaan nahi
Gareebi Shayari | Garibi Shayari | Hindi
*****
मोहब्बत भी सरकारी नौकरी लगती हैं साहब
किसी गरीब को मिलती ही नहीं
Mohabbat bhi sarkari naukari lagti hain sahab
Kisi gareeb ko milti hi nahi
*****
दोपहर तक बिक गया बाजार का हर एक झूठ
और एक गरीब सच लेकर शाम तक बैठा ही रहा
Dophar tak bik gaya bazar ka har ek jhuth
Aur ek gareeb sach lekar shaam tak baitha raha
*****
सुला दिया माँ ने भूखे बच्चे को ये कहकर
परियां आएंगी सपनों में रोटियां लेकर
Sula diya Maa ne bhukhe bacche ko yah kahkar
Pariyan aayegi sapno mein roti lekar
*****
मजबूरियाँ हावी हो जाएँ ये जरूरी तो नहीं
थोडे़ बहुत शौक तो गरीबी भी रखती है
Mazbooriyan hawi ho jaye ye jaruri to nahi
Thode bahut shauk to garibi bhi rakhti hai
*****
वो जिनके हाथ में हर वक्त छाले रहते हैं
आबाद उन्हीं के दम पर महल वाले रहते हैं
Wo jinke hath mein har waqt chhale rahte hain
Aabad unhinke dam par mahal wale rahte hain
*****
भटकती है हवस दिन-रात सोने की दुकानों पर
गरीबी कान छिदवाती है तिनके डाल देती है
Bhatkti hai hawas din-raat sone ki dukanon mein
Garibi kaan chhidwati hai tinke daal deti hai
Gareebi Shayari | Garibi Shayari
*****
रुखी रोटी को भी बाँट कर खाते हुये देखा मैंने
सड़क किनारे वो भिखारी शहंशाह निकला
Rukhi roti ko bhi baant kar khate hue dekha
Sadak kinare wo bhikhari shanshaah nikala
*****
यहाँ गरीब को मरने की जल्दी यूँ भी है
कि कहीं कफ़न महंगा ना हो जाए
Yahan gareeb ko marne ki jaldi yun bhi hai
Ki kahi kafan mahnaga na ho jaye
*****
सूनो हम तो गरीब ही थे लेकिन
तुम्हे क्या कमी थी जो हमारा दिल ले गयी
Suno ham to gareeb hi the lekin
Tumhe kya kami thi jo hamara dil le gayi
*****
हम गरीब लोग है किसी को मोहब्बत के सिवा क्या देंगे
एक मुस्कराहट थी, वह भी बेवफ़ा लोगो ने छीन ली
Ham gareeb log hai kisi ko mohabbat ke siwa kya denge
Ek muskuraahat thi, wah bhi bewafa logo ne chhin li
*****
गरीबी बन गई तश्हीर का सबब “आमिर”
जिसे भी देखो हमारी मिसाल देता है
Gareebi ban gayi tashheer ka sabab “Aamir”
JIse bhi dekho hamari misaal deta hai
*****
ऐ सियासत… तूने भी इस दौर में कमाल कर दिया
गरीबों को गरीब अमीरों को माला-माल कर दिया
Ae siyasat.. tune bhi is daur mein kamaal kar diya
Gareebon ko gareeb ameeron ko mala-maal kar diya
Gareebi Shayari | Garibi Shayari
*****
वो राम की खिचड़ी भी खाता है, रहीम की खीर भी खाता है
वो भूखा है जनाब उसे कहाँ मजहब समझ आता है
Wo raam ki kihadi bhi khata hai, Raheem ki kheer bhi khata hai
Wi bhukha hai janaab us ekahan majhab samjh aata hai
*****
हजारों दोस्त बन जाते है, जब पैसा पास होता है
टूट जाता है गरीबी में, जो रिश्ता ख़ास होता है
Hazaron dost ban jate hain, jab paisa paas hota hain
Toot jata hai gareebi mein, jo rishta khas hota hai
*****
ये गंदगी तो महल वालों ने फैलाई है साहब
वरना गरीब तो सड़कों से थैलीयाँ तक उठा लेते हैं
Ye gandagi to mahal walon ne failaaiy hai sahab
Warna gareeb to sadkon se thailiyan tak utha lete hain
*****
गरीबों की औकात ना पूछो तो अच्छा है
इनकी कोई जात ना पूछो तो अच्छा है
चेहरे कई बेनकाब हो जायेंगे
ऐसी कोई बात ना पूछो तो अच्छा है
Gareebon ki aukat na puccho to aacha hai
Inki koi jaat na puccho to accha hai
Chehare kai benaqaab ho jayenge
Aesi koi baat na puchho to accha hai
*****
जनाजा बहुत भारी था उस गरीब का
शायद सारे अरमान साथ लिए जा रहा था
Janaja bhaut bhari tha us gareeb ka
Shaayad sare arman sath liye ja raha tha
Gareebi Shayari | Garibi Shayari
*****
बस एक बात का मतलब मुझे आज तक समझ नहीं आया
जो गरीब के हक के लिए लड़ते है वो अमीर कैसे बन जाते है
Bas ek baat ka matlab mujhe aaj tak samajh nahin aaya
Jo gareeb ke haq ke liye ladte hai wo ameer kaise ban jate hain
*****
मै गरीब का बच्चा था इसलिये भूखा रह गया
पेट भर गया वो कुत्ता जो अमीर के घर का था
Main gareeb kabccha tha isliye bhookha rah gaya
Pet bhar gaya wo kutta jo ameer ke ghar ka tha
*****
क्या किस्मत पाई है रोटीयो ने भी निवाला बनकर
रहिसो ने आधी फेंक दी, गरीब ने आधी में जिंदगी गुज़ार दी
Kya kismat paai hai rotiyo ne bhi niwala bankar
Rahiso ne aadi fenk di, gareeb ne aadhi mein zindagi gujar di
*****
पेट की भूख ने जिंदगी के
हर एक रंग दिखा दिए
जो अपना बोझ उठा ना पाये
पेट की भूख ने पत्थर उठवा दिए
Pet ki bhookh ne zindagi ke
Har ek rang dikha diye
Jo apna bojh utha na paaye
Pet ki bhookh ne pathar uthawa diye
*****
खुदा के दिल को भी सुकून आता होगा
जब कोई गरीब चेहरा मुस्कुराता होगा
Khud ke dil ko bhi sukoon aata hoga
Jab koi gareeb chehara muskurata hoga
Dillagi Shayari | दिल्लगी शायरी
Gareebi Shayari | Garibi Shayari
*****
वो रोज रोज नहीं जलता साहब
मंदिर का दिया थोड़े ही है गरीब का चूल्हा है
Wo roz roz nahin jalta sahab
Mandir ka diya thode hi hai gareeb ka chulha hai
*****
अमीरी का हिसाब तो दिल देख के कीजिये साहब
वरना गरीबी तो कपड़ो से ही झलक जाती है
Ameeri ka hisaab to dil dekh ke kijiye sahab
Varna gareebi to kapdo se hi jhalak jati hai
*****
भूख से बिलखते हुए वो फिर नहीं सोया
एक और रात भारी पड़ी गरीबी पर
Bhookh se bilakhte hue wo phir nahin so paya
Ek aur raat bhari padi gareebi par
*****
रजाई की रुत गरीबी के आँगन में दस्तक देती है
जेब गरम रखने वाले ठण्ड से नहीं मरते
Rajai ki rut gareebi ke aangan mein dastak deti hai
Jeb garam rakhne wale thand se nahin marte
*****
फ़ेक रहे तुम खाना क्योंकि, आज रोटी थोड़ी सूखी है
थोड़ी इज्ज़त से फेंकना साहेब, मेरी बेटी कल से भूखी है
Fek rahe tum khana kyonki, aaj roti thodi sukhi hai
Thodi izzat se fekna sahab, meri beti kal se bhukhi hai
*****
बहुत जल्दी सीख लेते हैं, ज़िन्दगी के सबक
गरीब के बच्चे बात बात पर जिद नहीं करते
Bahut jaldi seekh lete hain, zindagi ke sabak
Gareeb ke bacche baat baat par zid nahin karte
Gareebi Shayari | Garibi Shayari
*****
रोज शाम मैदान में बैठ ये कहते हुए एक बच्चा रोता है
हम गरीब हैं इसलिए हम गरीब का कोई दोस्त नहीं होता है
Roz sham maidan mein baithe hue ek baccha rota hai
Ham gareeb hai isliye hamra koi dost nahin hota hai
*****
कतार बहुत लम्बी थी इस लिए सुबह से रात हो गयी
ये दो वक़्त की रोटी आज फिर मेरा अधूरा ख्वाब हो गयी
Katar bahut lambi thi isliye subah se raat ho gayi
Ye do waqt ki roti aaj phir mera adhura khwaab ho gayi
*****
घर में चूल्हा जल सके इसलिए कड़ी धूप में जलते देखा है
हाँ मैंने गरीब की सांस को गुब्बारों में बिकते देखा है
Ghar mein chulha jal sake isliye kadi dhoop mein jalte dekha hai
Haan maine gareeb ki saans ko gubbaron mein bikte dekha hai
*****
गरीब नहीं जानता क्या है मज़हब उसका
जो बुझाए पेट की आग वही है रब उसका
Gareeb nahi janta kya hai mazhab uska
Jo bujhaye pet ki aag wahi hai rab uska
*****
ड़ोली चाहे अमीर के घर से उठे चाहे गरीब के
चौखट एक बाप की ही सूनी होती है
Doli chahae ameer ke ghar se uthe chahae gareeb ke
Chaukhat ek baap ki hi suni hoti hai
*****
हमने कुछ ऐसे भी गरीब देखे हैं
जिनके पास पैसों के अलावा कुछ भी नहीं
Hamne kuchh aese bhi gareeb dekhe hain
Jinke paas paison ke alawa kuchh bhi nahi
Gareebi Shayari | Garibi Shayari
*****
गरीब भूख से मरे तो अमीर आहों से मर गए
इनसे जो बच गए वो झूठे रिवाजों से मर गए
Gareeb bhookh se mare to ameer aahon se mar gaya
Inse jo bach gaye wo jhuthe riwazon se mar gaye
*****
दिन ईद के जब क़रीब देखे
मैंने अक्सर उदास ग़रीब देखे
Din eid ke jab kareeb dekhe
Maine aksar udas gareeb dekhe
*****
जब भी मुझे जियारत करनी होती है
मै गरीब लोगो में बैठ आता हूं
Jab bhi mujhe jiyarat karni hoti hai
Main gareeb logon mein baith aata hoon
*****
किस्मत को खराब बोलने वालों
कभी किसी गरीब के पास बैठकर पूछना जिंदगी क्या है
Kismat ko kharab bolane walon
Kabhi kisi gareeb ke paas baithkar puchhana zindagi kya hai
*****
गरीब लहरों पे पहरे बैठाय जाते हैं
समंदर की तलाशी कोई नही लेता
Gareeb laharon pe pahre baithaye jate hain
Samndar ki talashi koi nahi leta
*****
कमी लिबास की तन पर अजीब लगती है
अमीर बाप की बेटी गरीब लगती है
Kami libas ki tan par ajeeb lagti hai
Ameer baap ki beti gareeb loagti hai
*****
इस कम्बख़्त मौत ने सारा फासला ही मिटा दिया
एक अमीर को लाकर गरीब के पास ही लिटा दिया
Ik kambakht maut ne sara faasla hi mita diya
Ek ameer ko lakar gareeb ke paas lita diya
Gareebi Shayari | Garibi Shayari
*****
- Bachpan Shayari | Childhood Shayari | बचपन शायरी
- Patni Shayari | Shayari On Wife | पत्नी पर शायरी
- Dua Shayari | दुआ शायरी
- Bewafa Sanam Shayari | बेवफा सनम शायरी
- प्रसिद्ध शायरों की शायरियों का विशाल संग्रह
Tag : Gareebi Shayari, Garibi Shayari, Gareeb Shayari, Garib Shayari, Hindi, New, Best, Latest, Famous, Images, Pics, Photos, 2 Line, 4 Line, Whatsapp, Facebook, Collection,
,,, gurdeep kaur deep love shayari
Sumit Gurjar Mb. 8851294039