Sudarshan Fakir ***** Sheikh ji thodi si peekar aaiye Sheikh ji thodi si peekar aaiye Mai hai kya shai phir hamein batlaieye Aap kyo hai sari duniya se juda Aap bhi dushman mere ban jaiye Kya hai achcha kya bura banda nawaz Aap samjhen to hamein samjhaiye Jane dijiye aqal ki baate janab Dil ki suniye aur peete jaieye Sudarshan Faakir <----Ulfat ka jab kisi ne liya naam ro … [Read more...]
Sudarshan Faakir – Ulfat ka jab kisi ne liya naam ro pade (सुदर्शन फ़ाकिर – उल्फ़त का जब किसी ने लिया नाम रो पड़े)
Sudarshan Faakir ***** Ulfat ka jab kisi ne liya naam ro pade Ulfat ka jab kisi ne liya naam ro pade Apni wafa ka soch ke anjaam ro pade Har shaam ye sawaal muhabbat se kya mila Har shaam ye jawaab ke har shaam ro pade Raah-e-wafa mein humko khushi ki talaash thi Do gaam hi chale the ki har gaam ro pade Rona naseeb mein hai to auron se kya gila Apne hi sar liya koi ilzaam ro … [Read more...]
Sudarshan Faakir – Us mod se shuru karein phir yeh zindagi (सुदर्शन फ़ाकिर – उस मोड़ से शुरू करें फिर ये ज़िन्दगी)
सुदर्शन फ़ाकिर ***** Us mod se shuru karein phir yeh zindagi Us mod se shuru karein phir yeh zindagi Har shay jahan haseen thi, hum tum the ajnabi Lekar chale the jinhen jannat ke khawaab the Phoolon ke khawaab the wo muhabbat ke khawaab the lekin kahan hai unme wo pehali se dilkashi Rehate the hum haseen khyaalon ki bheed mein Uljhe hue hain aaj sawaalon ki bheed mein Aane lagi hai … [Read more...]
Sudarshan Faakir – Kisi ranjish ko hawa do ke main zinda hoon abhi (सुदर्शन फ़ाकिर – किसी रंजिश को हवा दो कि मैं ज़िंदा हूँ अभी)
Sudarshan Faakir ***** Kisi ranjish ko hawa do ke main zinda hoon abhi Kisi ranjish ko hawa do ke main zinda hoon abhi Mujh ko ehsaas dila do ki main zinda hoon abhi Mere rukne se meri saanse bhi ruk jaayengi Faasle aur bada do ki main zinda hoon abhi Zehar peene ki to aadat thi zamaane walo Ab aur koi dawa do ki main zinda hoon abhi Chalti raahon mein yun hi aankh lagi hai … [Read more...]
Sudarshan Faakir – Gham badhe aate hai qatil ki nigahon ki tarah (सुदर्शन फ़ाकिर – ग़म बढे़ आते हैं क़ातिल की निगाहों की तरह)
सुदर्शन फ़ाकिर ***** Gham badhe aate hai qatil ki nigahon ki tarah Gham badhe aate hai qatil ki nigahon ki tarah Tum chhipa lo mujhe, ae dost, gunahon ki tarah Apni nazar mein gunahgar na hote, kyon kar Dil hi dushman hain mukhalif ke gawahon ki tarah Har taraf jist ki raahon mein kadi dhoop hai dost Bas teri yaad ke saaye hain panahon ki tarah Jinke khaatir kabhi ilzaam uthaye, … [Read more...]
Sudarshan Faakir – Zakhm jo aap ki inayat hai is nishani ko naam kya de hum (सुदर्शन फ़ाकिर – ज़ख़्म जो आप की इनायत है इस निशानी को नाम क्या दे हम)
Sudarshan Faakir ***** Zakhm jo aap ki inayat hai is nishani ko naam kya de hum Zakhm jo aap ki inayat hai is nishani ko naam kya de hum Pyar deewar ban ke rah gaya hai is kahani ko naam kya de hum Aap ilzaam dhar gaye hum par ek ehsaan kar gaye hum par Aap ki ye meharbani hai meharbani ko naam kya de hum Aapko yun hi zindagai samjha dhoop ko humne chandani samjha Bhool hi bhool jis ki … [Read more...]
Sudarshan Faakir – Falsafe ishq mein pesh aaye sawalon ki tarah (सुदर्शन फ़ाकिर – फ़ल्सफ़े इश्क़ में पेश आये सवालों की तरह)
Sudarshan Faakir ****** Falsafe ishq mein pesh aaye sawalon ki tarah Falsafe ishq mein pesh aaye sawalon ki tarah Hum pareshan hi rahe apne khyalon ki tarah Sheeshagar baithe rahe jikr-e-masiha lekar Aur hum toot gaye kaanch ke pyalon ki tarah Jab bhi anzaam-e-muhabbat ne pukar khud ko Waqt ne pesh kiya hum ko misalon ki tarah Zikr jab hoga muhabbat mein tabahi ka kahin Yaad hum … [Read more...]
Sudarshan Faakir – Dil ki deewar-o-dar pe kya dekha (सुदर्शन फ़ाकिर – दिल की दीवार-ओ-दर पे क्या देखा)
Sudarshan Faakir ***** Dil ki deewar-o-dar pe kya dekha Dil ki deewar-o-dar pe kya dekha Bas tera naam hi likha dekha Teri aankhon mein humne kya dekha Kabhi qaatil kabhi khuda dekha Apni surat lagi pyari si Jab kabhi humne aaina dekha Haay andaaz tere rukne ka Waqt ko bhi ruka ruka dekha Tere jane mein aur aane mein Humne sadiyon ka faasala dekha Phir na aaya khyaal jannat ka Jab … [Read more...]
Sudarshan Faakir – Ishq mein ghairat-e-jazbaat ne rone na diya (सुदर्शन फ़ाकिर – इश्क़ में ग़ैरत-ए-जज़्बात ने रोने न दिया)
Sudarshan Faakir ***** Ishq mein ghairat-e-jazbaat ne rone na diya Ishq mein ghairat-e-jazbaat ne rone na diya Warna kya baat thi kis baat ne rone na diya Aap kehte the ke rone se na badlenge naseeb Umar bhar aapki is baat ne rone na diya Ronewalon se kah do unka bhi rona rolein Jinko majboori-e-halaat ne rone na diya Tujhse milkar humko rona tha bahut rona tha Tangi-e-waqt-e-mulaaqat … [Read more...]
Sudarshan Faakir – Ahl-e-ulfat ke hawalon pe hansi aati hai (सुदर्शन फ़ाकिर – अहल-ए-उल्फ़त के हवालों पे हँसी आती है)
Sudarshan Faakir ***** Ahl-e-ulfat ke hawalon pe hansi aati hai Ahl-e-ulfat ke hawalon pe hansi aati hai Laila-majnu ke misalon pe hansi aati hai Jab bhi taqlim-e-mohabbat ka khyal aata hain Mujhko apne khyalon pe hansi aati hain Log apne liye auron mein wafa dhoondte hain Un wafa dhoondne waalon pe hansi aati hain Dekhnewalon tabssum ko karam mat samjho Unhen to dekhnewalon pe hansi … [Read more...]