Gulzar
*****
Haath chhute bhi to rishtey nahin chhoda karte
Haath chhute bhi to rishtey nahin chhoda karte
Waqt ki shaakh se lamhen nahin toda karte
Jic ki aawaz mein silwat ho nigaahon mein shikan
Aesi tasvir ke tukade nahin joda karte
Shahad jeene ka mila karta hai thoda thoda
jaane waalon ke liye dil nahin toda karte
Tune aawaz nahin di kabhi mudkar warna
Hum kai sadiyan tujhe ghoom ke dekha karte
Lag ke saahil se jo behata hai use behane do
Aesi dariya ka kabhi mukh nahin moda karte
Gulzar
Sham se aankh mein nami si hai —->
*****
हाथ छूटे भी तो रिश्ते नहीं छोड़ा करते
हाथ छूटे भी तो रिश्ते नहीं छोड़ा करते
वक़्त की शाख़ से लम्हें नहीं तोड़ा करते
जिस की आवाज़ में सिलवट हो निगाहों में शिकन
ऐसी तस्वीर के टुकड़े नहीं जोड़ा करते
शहद जीने का मिला करता है थोड़ा थोड़ा
जाने वालों के लिये दिल नहीं तोडा करते
तूने आवाज़ नहीं दी कभी मुड़कर वरना
हम कई सदियाँ तुझे घूम के देखा करते
लग के साहिल से जो बहता है उसे बहने दो
ऐसी दरिया का कभी रुख़ नहीं मोड़ा करते
गुलज़ार
*****
प्रसिद्ध शायरों की ग़ज़लों का विशाल संग्रह
*****
Tag : New, Best, Latest, Famous, Two Line, Four Line, Hindi, Urdu, Shayari, Sher, Ashaar, Collection, Shyari, नई, नवीनतम, लेटेस्ट, प्रसिद्ध, हिंदी, उर्दू, शायरी, शेर, अशआर, संग्रह
Join the Discussion!